Friday, December 7, 2012

LYRICS

LYRICS
_______
Katputhli (1957)
______________
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye
sapno ki mehfil me ham tum naye
sapno ki mehfil me ham tum naye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye

duniya ki nazro se dur
duniya ki nazro se dur
jate hai ham tum jaha
us desh ki chandni 
gayegi ye dastaan
mausam tha vo bahar ka
dil bhi machal gaye
sapno ki mehfil me ham tum naye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye

chhup na sake mere raaz
chhup na sake mere raaz
nagmo me dhalne lage
roka tha phir bhi ye dil
pahlu badalne lage
ye din bhi kuchh ajib the
jo aaj kal gaye
sapno ki mehfil me ham tum naye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye
 
SOLVA SAAL (1958)
hai apna dil to aawara, na jane kispe aayega
hai apna dil to aawara, na jane kispe aayega

rukega na ruka hai, na jane dhun kya hai
kabhi ye rasta hai, kabhi vo rasta
rukega na ruka hai, na jane dhun kya hai
kabhi ye rasta hai, kabhi vo rasta
phire hai dar badar mara, na jane kispe aayega
hai apna dil to aawara, na jane kispe aayega

kisi se ye mila tha, bataye koi kya tha
bedari ka sama tha, ke tha wo sapna
kisi se ye mila tha, bataye koi kya tha
bedari ka sama tha, ke tha wo sapna
khud apne dard se hara, na jane kispe aayega
hai apna dil to aawara, na jane kispe aayega
hai apna dil to aawara, na jane kispe aayega
 
Madhumati (1958)
 
TUMSA NAHIN DEKHA (1957)
javaaniyaan ye mast mast bin piye
jalaati chal rahi hai raah me diye
na jaane iname kisake vaaste hun mai
na jaane iname kaun hai mere liye
mere liye mere liye - 2

sabhi hasi sabhi javaa
kahaan pe dil ko haariye
sabhi hai dil ke mehamaa
kise kise pukaariye
javaaniyaan ye mast mast 

divaane ham the chaah ke
to beqaraar ho liye
ke dur ki nigaah ke
gunahagaar ho liye
javaaniyaan ye mast mast 

No comments:

Post a Comment